Namaskar Doston, Kya Aap Bhi Apne Mobile Mein Storage Full Hone Ki Problem Se Pareshan Hain Yah Post Aapke Liye Bahut Faydemand Ho Sakta Hai Kyunki Humne Aapko Ek Aise Application Ke Bare Mein Bataya Hua Hai Jiska Istemal Karke Aap Aap Apne Mobile Ki Storage Ko Analyse Kar Sakte Hain.
Isse Aapko Bahut Sare Benefit Milenge Jaise Ki Hamare File Manager Mein Bahut Se Aise File Hote Hain Jinka Koi Bhi Istemal Nahin Hota Hai Bus Vah Hamare Mobile Mein Storage Lene Ke Liye Padi Rahti Hain Aur Aap Nahi Delete Bhi Nahin Kar Paate Hain.
Inhi Ke Sath Humne Aapko Kuchh Aisi Chijen Bataiye Hui Hai Jiska Istemal Karke Aap Apne Mobile Ke Storage Ko Khali Rakh Sakte Hain Yah Mobile Storage Problem Ko Solve Kar Sakte Hain.
Mobile Storage Full Problem Solve Kaise Kare?
Agar Aapka Aap Aap Koi Mobile Kharidna Jaenge To Vahan Per Aapko Kam Se Kam 32gb Ki Storage Wale Smartphone Hi Milenge Isase Kam Wale Mobile Aana Ab Band Hi Ho Gaye Hain Magar 32gb Storage Hone Ke Bad Bhi Mobile Storage Full Ho Jaane Ki Problem Rahti Hai.
Iske Piche Ke Liye Bahut Se Karan Ho Sakte Hain Sabse Pehle Toh Yeh Hai Aapki Ki Jarurat Jyada Storage Ki Hai Aur Aap Kam Storage Wale Mobile Ko Istemal Kar Rahe Hain Yani Ji Aap Apne Mobile Mein Photos Ya Video Jyada Banate Honge Isi Wajah Se Aapke Mobile Ki Storage Full Ho Jaati Hai.
Yadi Aisa Koi Karan Nahin Hai To Iske Liye Aapko Ek Application Download Karna Hoga Jiska Madad Se Aap Yah Pata Laga Sakte Hain Ki Aapke Mobile Mein Jo Bhi Storage Liye Hua Hai Vah Kaun Si File Hai Fir Office File Ko Delete Karke Apne Mobile Ki Storage Ko Khali Kar Sakte Hain.
100% Mobile Storage Full Kyo Ho Jaati Hai?
Aisa Kya Karan Hota Hai Jiski Vajah Se Bar Bar Mobile Ki Storage Full Ho Jaati Hai To Humne Kuch Aise Smartphone Dekhen Jin Mein Mobile Storage Problem Bata Raha Tha Uske Bad Humne Kuchh Chijen Dekhi Jo Ham Aapko Niche Bata Rahe Hain.
- Sabse Pahle To Aap Apne Mobile Ke Un Sabhi Application Aur Game Ko Delete Kar Dijiye Jisko Aap Aap Istemal Nahin Karte Hain.
- Whatsapp Per Send Ya Receive Kiye Hue Agar Vah Bina Kam Ke Hain To Aap Unhen Delete Kar Dijiye.
- Agar Aap Bhi Instagram Hai Facebook Per Meme Screenshot Lete Hain To Unko Samay Samay Par Screenshot Wale Folder Mein Jakar Delete Karte Rahiye.
Yah Kuchh Chij Hai Jo Aksar Log Apne Mobile Mein Karte Hain Yadi Aap Bhi Isi Tarah Se Bina Matlab Ke Application Ko Download Karna Yah Screenshot Lekar Mobile Mein Rakhe Rahana Unhen Delete Na Karna Aisa Sab Kuchh Karte Hain To Aapke Mobile Mein Bhi Mobile Storage Problem Show Kar Sakta Hai.
Storage Analyzer App Download
Is Application Ke Naam Se Hi Pata Chal Jata Hai Ki Yah Kis Kam Ke Liye Istemal Hoti Hai Aap Me Se Jitne Bhi Logon Ke Mobile Mein Mobile Storage Problem Bata Raha Hai Un Logon Ko Yah Application Download Jarur Karna Chahie.
Kyunki Iske Bad Se Aap Apne File Manager Ko Analyse Kar Sakte Hain Ki Aap Ke Mobile Mein Kitna Space Photo Nahin Liya Hua Hai Aur Kitna Space Video Le Liya Vah Yah Baki File Format Ne Liya Hua Hai.
Iske Hisab Se Fir Aap Unhen Delete Kar Sakte Hain Jab Aap Unused File Ko Delete Kar Denge Ab Aapke Mobile Mein Yah Mobile Storage Problem Solve Ho Jayegi.
Iske Liye Aapko Sabse Pahle Upar Diye Gaye Download Icon Per Click Karke Is Application Ko Download Kar Lena Hai Aur Jab Aap Is Open Karenge To 1 Pie Chart Bankar Taiyar Ho Jaega Usi Ke Sabse Aap Apne Mobile Ki Sabhi Files Ko Dekh Sakte Hain.
Final Words:-
Mai Umeed Karta Hun Ki Aap Logon Ko Hamara Yah Post Jarur Pasand Aaya Hoga Humne Aapko Apne Is Post Mein Storage Analyser App Ke Bare Mein Bataya Hua Hai Jiska Istemal Karke Aap Apne Mobile Storage Problem Ko Solve Kar Sakte Hain.
Agar Aapko Yah Application Achcha Laga Ho To Niche Comment Karke Jarur Batana Yadi Aapka Is Se Related Koi Sawal Hai To Vah Aap Log Hamen Bata Sakte Hain.