Aap Jo Kuchh Bhi Apne Mobile Mein Chalenge Bahut Sab Kuchh Aapke Smart Tv Per Dikhai Dega Agar Aapko Bade Screen Per Koi Bhi Hollywood Bollywood Movie Dekhni Ho To Vah Sabhi E Aap Is Application Ki Sahayata Se Kar Sakte Hain.
Phone Ko Tv Me Kaise Chalaye?
Waise Har Smart Tv Mein Amazon Prime Aur Netflix Ka Support Diya Jata Hai Magar Har Vyakti Ine Sabhi Ott Platform Ke Subscriptions Nahin Le Paate Hain Ya Fir Aap Jo Jo Movie Ko Dekhna Chahte Hain Vah Abhi Ott Platform Per Nahin Aayi Hai Aapko Telegram Se Download Ki Hui Movie Dekhni Ho.
To Is Mamle Mein Aapki Madad Hamara Yah Screen Mirror / Screen Cast Karne Wala Application Kafi Help Karega Iske Bad Se Aap Apni Kisi Bhi Android Mobile Ko Tv Ke Sath Connect Kar Sakte Hain.

Is Mein Aapko Jyada Kuchh Karne Ki Jarurat Nahi Hai Aap Keval Apne Mobile Mein Is Application Ko Download Kariye Aur Jaise Hi Hi Is Open Karenge Mobile Ko Tv Ke Sath Connect Karne Ke Sabhi Option Mil Jaate Hain.
Isliye Humne Aapko Mobile Ko Tv Se Connect Karne Ke Tarike Ko Acchi Tarah Se Bataya Hua Hai Yadi Aapke Paas Bhi Koi Smart Tv Hai To Aap Is Secret Trick Ka Istemal Karke Bade Screen Mein Movie Dekhna Yah Game Khelne Jaise Maje Le Sakte Hain.
Screencast App Kya Hota Hai?
Screencast Use Application Ko Kaha Jata Hai Jiska Istemal Karke Aap Apne Mobile Screen Per Chal Rahe Har Ek Chij Ko Apne Tv Par Chala Sakte Hain Is Tarah Ki Feature 1 Mahange Tv Mein Hi Dekhne Ko Milte Hain.
Magar Jab Aap Is Application Ko Download Karenge To Aap Apne Normal Smart Tv Ko Bhi Kisi Bhi Android Mobile Ki Screen Ko Tv Per Share Kar Sakte Hain Iske Liye Aapko Ek Rupaye Bhi Kharch Karne Ki Jarurat Nahi Padegi.
Ki Isase Pehle Agar Aap Apne Tv Par Koi Bhi Movie Dekhna Chahte The To Uske Liye Aapko Yah To Use Movie Ki File Ko Pendrive Mein Dal Na Vada Tha Ya Fir Aap Apne Mobile Ko Usb Cable Ke Through Connect Karte Honge.
Screencast App Ko Istemal Karne Ke Bad Aapko Kisi Bhi Usb Cable Ki Jarurat Nahi Hai Jis Tarah Se File Transfer Karne Ke Liye Hotspot Aur Wi-Fi Ka Istemal Hota Hai Theek Usi Prakar Se Ek Mobile Ki Screen Share Karne Ke Liye Bhi Wi-Fi Hotspot Kaise Sawal Kiya Jata Hai.
Iske Vajah Se Hi Bina Usb Cable Ke Hi Hi Aap Ke Mobile Par Chal Rahi Har Ek Chij Ko Tv Per Aasani Se Dekh Sakte Hain Jo Chij Aap Apne Mobile Par Chalenge Se Wahi Chij Usi Samay Par Hai Tv Per Chalti Hui Dikhai Degi Agar Aapko Game Khelne Ka Bahut Shaukeen Hai.
To Aap Apne Free Fire Yah Yah Biji Mi Jaise Game Ko Bhi Smart Tv Per Chala Sakte Hain Agar Aap Internet Per Koi Aisa Tarika Dhundh Rahe The Jisse Ki Aap Apne Tv Mein Free Fire Game Ko Khel Sake To Usko Aap Yahan Se Kar Sakte Hain.
Screen Mirroring App Download
Screen Mirroring App Download Karne Ke Liye Humne Jo Niche Download Likh Diya Hua Hai Jaise Hi Aap Use Per Click Karenge Sidha Aap Is App Ke Download Page Per Pahunch Jaenge.
Uske Bad Bus Aapko Install Wale Button Per Click Karna Hai Aur Yah Application Download Hona Shuru Ho Jaega Is App Ko Aap Apni Kisi Bhi Android Mobile Mein Istemal Kar Sakte Hain.
Screen Mirroring App Ko Download Karna Bilkul Free Hai Isi Vajah Se Aapko Is App Mein Kuchh Add Dekhne Ke Liye Mil Jayenge Jise Aap Cross Wale Button Per Click Karke Vah Add Ko Bhi Band Kar Sakte Hain.
Mobile Ko Tv Se Connect Kaise Kare?
Jab Ham Apne Mobile Mein Koi Bhi Purani Photo Ya Video Dekhte Hain To Aise Mein Ham Yahi Chahte Hain Ki Ine Sabhi Chijon Ko Hamara Pura Parivar Ek Sath Baithkar Un Purani Yaadon Ko Taja Kar Sake.
Is Application Ka Istemal Kar Sakte Hain Jiske Madad Se Aap Apne Kisi Bhi Android Mobile Ko Tv Ke Sath Connect Kar Sakte Hain Aur Jo Bhi Photo Video Dekhni Hai Un Sabhi Ko Ek Badi Screen Par Pure Parivar Ke Sath Baith Kar Dekha Ja Sakta Hai.
- Sabse Pahle Aap Apne Mobile Mein Application Ko Chalu Karen.
- Aur Aapke Tv Mein Bhi Is Application Ko Google Play Store Se Download Karna Hoga.
- Fir Aap Ko Mobile Mein Connect To Tv Ke Naam Se Ek Option Milega Use Per Likh Kar Dijiye.
- Aur Uske Bad Yah Kuchh Permission Lega Jo Aapko Allow Kar Deni Hai.
- Hai Ab Yahan Par Aapko Aapke Tv Ka Naam Dikhai Dega Aur Use Per Click Kar Dena Hai
- Yah Sabhi Chij Hone Mein Thoda Sa Samay Lag Sakta Hai Jaise Hi Yah Complete Hoga Aapke Mobile Ki Screen Tv Par Dikhai Dene Lag Jayegi.
Doston Kuchh Is Prakar Se Aap Apne Mobile Ko Tv Ke Sath Connect Karke Apne Purani Yadon Ko Pure Parivar Ke Sath Baithkar Yad Kar Sakte Hain.
Final Words:-
Main Umeed Karta Hun Ki Aap Logon Ko Hamara Hai Post Is Mein Humne Aapko Phone Ko Tv Mein Kaise Chalaye Iske Baare Mein Bataya Hua Hai Yah Yah Aapko Jarur Pasand Aaya Hoga.
Agar Aapko Isi Prakar Ki Aur Bhi Mobile Tv Aur Internet Se Judi Jankari Chahie To Aap Hamare Is Blog Webhindijaankari.Com Ke Baki Post Ko Bhi Padh Sakte Hain.
Good
ReplyDelete