Mobile Me Software Kaise Daalte Hai? | Mobile Me Software Daalne Ka Aasan Tarika

Web Hindi Jaankari
By -
5

Dosto Agar Aap Oneplus, Samsung, Oppo, Vivo & Xiaomi Inmein Se Kisi Bhi Smartphone Ko Istemal Kar Rahe Hain To Aapke Sath Yah Samajhte Jarur Hui Hogi The Aapka Phone Dead Ho Gaya Ho Aur Jab Aap Apne Use Mobile Ko Repair Karne Jaate Hain To Aapse  Mobile Repair Shop Per Kam Se Kam Hajar Rupaye Mange Jaate Hain.

Agar Aap Apne Ya Hazar Rupaye Bachana Chahte Hain Ya Fir Mobile Mein Software Kaise Dala Jata Hai Kisko Sikh Kar Paisa Bhi Kama Sakte Hain Humne Apni Is Post Ke Madhyam Se Aapko Mobile Mein Software Chadhane/ Dalne Ke Bare Mein Dikhaya Hua Hai.


Iske Liye Aapko Teen Jaruri Chijon Ki Avashyakta Padti Hai Uske Download Link Bhi Aapko Isi Post Mein Hi Mil Jaenge To Aap Aap Ise Dhyan Se Jarur Padhe Aapko Se Kafi Madad Milegi Mobile Mein Software Chadhana Koi Badi Baat Nahin Hoti Hai Iske Liye Aapke Pass Koi Computer Ya Laptop Hona Jaruri Hota Hai.

Mobile me software kaise daale


Mobile Me Software Kaise Daalte Hai?

Kya Aap Bhi Apne Mobile Mein Khud Se Hi Software Dalna Chahte Hain To Aap Bilkul Sahi Blog Post Padh Rahe Hain Kyon Ki Humne Is Post Mein Aap Ko Mobile Mein Software Dalne Ka Tarika Bataya Hua Hai.


Kisi Bhi Mobile Mein Software Ka Hona Bahut Jaruri Hota Hai Bina Iske Aap Apna Mobile Ko Iske Maloom Nahin Kar Sakte Hain Kyon Ki Jab Aapke Mobile Mein Koi Software Hi Install Nahin Hoga To Vah Phone Chalu Hi Nahin Hoga.


Software Ko Aap Operating System Ke Naam Se Bhi Jante Honge Ham Apne Is Post Mein Aapko Android Software Install Karne Ke Bare Mein Batane Wale Hain Har Company  Apne Apne Mobile  Ke Liye Ek Alag Software Banaya Hua Hai Jaise Agar Aap Koi Xiaomi Ka Mobile Istemal Karte Hain To Usmein Miui  Istemal Hota Hai Thi Kisi Prakar Se Baki Smartphone Mein Bhi Hota Hai.


Mobile Me Software Dalne Ke Liye Aapko Kuchh Chijon Ki Jarurat Padati Hai Aap Pahle Ine Sabhi Chijon Ko Taiyar Rakhe Uske Bad Hi Apne Mobile Mein Software Dalen Kyunki Agar  Ye Koi Ek Chhoti Si Bhi Galti Hoti Hai To Uske Bad Aap Sahi Tarike Se Mobile Mein Software Nahin Dal Sakte Hain.  

Mobile Me Software Daalne Ke Liye Jarui Chize:- 

  1. Laptop Or Computer
  2. Hi Speed Internet 
  3. Usb Cable
  4. Mobile Software File 
  5. Usb Driver 
  6. Flash Tool 

Ine Chijon Ka Istemal Karke Aap Kisi Bhi Android Smartphone Mein Software Air Install Kar Sakte Hain Yahan Per Jitni Bhi File Bataiye Gai Hain Un Sabhi Ko Aap Ko Download Karke Pahle Se Hi Rakh Lena Hai Taki Mobile Mein Software Install Karte Samay Kisi Bhi Prakar Ki Koi Samasya Na Ho.

1) Mobile Software File 

Mobile Mein Software Dalne Ke Liye Sabse Jyada Jaruri File Yahi Ki Hoti Hai Is A Download Karne Se Pahle Aapko Iske Baare Mein Jaan Lena Chahiye Ki Is File Ka Istemal Kya Hota Hai.


Aap Apne Android Mobile Mein Jitni Bhi Chijen Dekhte Hain Jaise Ki Camera App, Calculator, Calendar.Etc Is Tarike Ki Dekhne Wali Sabhi Chijo Ko Ek Software Mein Dala Jata Hai Jaise Hi Aap Usse Install Karte Hain Uske Bad Hi Aap Apne Mobile Ko Istemal Kar Payenge.


Man Lijiye Ki Aapke Paas Koi Xiaomi Ka Mobile Hai Ab Aap Usmein Stock Android Operating System Install Karna Chahte Hai To Uske Liye Aapko Internet Se Koi Stock Android Wala Mobile Software Download Karna Hoga Tab Jakar Aap Apne Shopping Mobile Mein Se Miui Ko Hata Kar Stock Android Ka Maja Le Sakte Hain.


Agar Aapka Mobile Kharab Ho Gaya Hai Aur Usmein Aap Apne Pahle Wala Hi Software Install Karna Chahte Hain To Is Mamle Mein Aapko Apne Android Mobile Ka Model Number Maloom Hona Chahiye.


Kyon Ki Usi Ke Aadhar Par The Mobile Software Download Karen Jaate Hain Jaise Ki Ki Mein Apne Redmi Note 10 Mobile Mein Software Dalna Chahta Hun To Mujhe Iske Liye Redmi Note 10 Ka Hi Software Download Karna Hoga Agar Aap Kisi Dusre Mobile Ka Software Dalenge To Bad Mein Aapko Samasya Ho Sakti Hai.


Upar Diye Hue Link Per Click Karne Ke Bad Kisi Bhi Android Mobile Ka Software Ko Aasani Se Download Kar Sakte Hain Agar Aapko Software Download Karne Mein Koi Bhi Samasya A Rahi Ho To Aap Hamen Niche Comment Box Mein Likhkar Food Sakte Hain.

2) Usb Driver

Iske Bad Aap Ko Ek Aur Jaruri  Chij Ki Jarurat Padti Hai Jiska Istemal Se Aap Ke Computer Aur Mobile Ek Dusre Se Connect Ho Paate Hain Bina Iske Aap Apne Mobile Mein Koi Bhi Software Installer Nahi Kar Payenge.


Kyunki Jis Software Ke Madhyam Se Aap Apne Mobile Mein Operating System Ko Install Karna Na Chah Rahe Hain Vah Aapke Mobile Ko Read Hi Nahin Kar Payega.


Jaise Agar Aap Xiaomi Ka Mobile Mein Software Dalne Ja Rahe Hain To Isase Pehle Aapko Xiaomi Usb Driver Install Karna Hoga.


Oppo Vivo Samsung Oneplus Xiaomi In Sabhi Mobile Ke Usb Driver Ko Download Karne Ke Liye Neeche Wale Link Per Click Karna Hai Aapke Subject Per Jakar Kisi Bhi Android Mobile Ke Usb Driver Ko Ek Ek Nahin Download Kar Sakte Hai Iske Liye Aapko Ek Rupaye Kharch Karne Ki Jarurat Nahi Hai.

3) Flash Tool

Flash Tool Us Software Ko Kaha Jata Hai Jiska Prayog Say Hi Kisi Bhi Mobile Mein Software Air Install Ki Jaate Hain Agar Aapko Apne Mobile Mein Koi Custom Rom Install Karna Ho Tabhi Bhi Aap Aap Is Software Ka Istemal Kar Sakte Hain.


Magar Yah Sabhi Mobile Ke Liye Alag Alag Hote Hain Jaise Ki Agar Aapke Pass Samsung Ka Mobile Hai Aur Aap Ismein Hi Software Install Karna Chahte Hain To Iske Liye Aapko Odin  Flash Tool Download Karna Hoga.


Theek Isi Tarah Se Xiaomi Aur Oppo Vivo Ke Liye Bhi Alag Se Flashtool Download Karne Padte Hain Magar Humne Aap Ka Samay Bachane Ke Liye Aur Aapko Kisi Bhi Prakar Ki Koi Samasya Na Ho Iske Liye Aisa Flash Tool Ka Downlink Diya Hai.


Jiska Madad Se Aap Kisi Bhi Company Ke Mobile Mein Aasani Se Software Ko Install Kar Sakte Hain Uska Download Link Humne Niche Diya Hua Hai Aap Use Per Click Karte Ke Sath Hi Website Par Pahunch Jayenge Aur Aapko Software Ko Apne Computer Laptop Mein Install Kar Sakte Hain.

Mobile Me Software Download Karne Ka Tarika

  1. Aap Jis Din Mobile Mein Software Install Karna Chahte Hain Us Mobile Ka Software Air Download Kar Lijiye  Aur Uski File Ko Apne Computer Mein Save Kar Ke Rakhe.
  2. Iske Bad Aap Jis Bhi Company Ka Mobile Istemal Kar Rahe Hain Uska Usb Driver Ko Bhi Pahle Hi Install Kar Lijiye.
  3. Ab Aapko Apne Computer Mein Usb Cable Laga Ke Mobile Mein Connect Kar Dena Hai.
  4. Fir Jo Bhi Flashtool Aapane Download Kiya Hua Hai Usko Open Kariye Open Karne Ke Bad Jab Aapke Mobile Ka Model Number Likha Hua A Jaaye To Samajh Key Usb Connect Ho Chuki Hai.
  5. Jo Aapane Software Ki File Download Ki Hui Thi Usko Is Application Mein Lakar Install Karna Hota Hai 
  6. Is Process Ko Pura Hone Mein 15 Se 20 Minut Bhi Lag Sakte Hain Isliye Aapko Thoda Intezar Karna Hoga
  7.  Jaise Hi Process Pura Hoga Aapka Mobile Apne Aap Chalu Ho Jaega


To Doston Kuchh Is Prakar Se Aap Apne Aap Apne Kisi Bhi Mobile Mein Software Ko Install Kar Sakte Hain. Isi Tarike Ke Aadhar Par Agar Aap Chahe To Dusre Logon Ke Mobile Lekar Unmai Software Install Karke Paise Kama Sakte Hain.


Jaisa Ki Maine Aapko Bataya Bhi Tha Bahut Acche Se Mobile Repair Shop Hai Jo Isi Kam Ko Karne Ke Liye 1000-1200 Rupee Tak Ki Le Lete Hain.

Final Words:-

Main Umeed Karta Hun Ki Aap Logon Ko Hamara Yah Post Is Mein Humne Mobile Mein Software Kaise Dale Kis Chij Ke Bare Mein Bataya Hua Hai Aap Logon Ko Yah Jarur Pasand Aaya Hoga.


Agar Aapko Mobile Mein Software Dalne Se Related Koi Bhi Samasya Aati Hai To Aap Hamen Niche Comment Box Me Likh Kar Jarur Bataya Ham Aapki Jald Se Jald Madad Karne Ki Koshish Karenge.


Tags:

Post a Comment

5Comments

  1. Aur laptop mai download karne par virus toh nahi aayega

    ReplyDelete
  2. Sir bahut achhe se aapne bataya mene apna mobile repair kar paya
    Thank you 🙏

    ReplyDelete
  3. Sir aap youtube pe esi hi video daalo computer and software and phone se related video other wise Kam dalo achhi video hai kuchh aapki

    ReplyDelete
  4. BAHOT ACCHI TARH SE APNE SAMJAYA

    ReplyDelete
Post a Comment